Pages

Wednesday, October 5, 2011

Lov Poetry

"Udas shamon me lot kr
wo aana bhol jata tha
Kar k khafa mujko
manana bhol jata tha
Inhi khaslaton ne uski
mujhe badnam kar dala
Wo likh k naam dewaron pe
mitana bhol jata tha
Mat poch muhabat mai
la parwahi uski
Dy k zakham wo marham
lagana bhol jata tha
Kitna dilnasheen hota tha
uski yaad ka manzar
Wo jb b yaad aata tha
zamana bhol jata tha...!

No comments:

Post a Comment