Huwa to kuch bhi nahi bas
Thore se maan toote hain
Thore se khwab bikhre hain
Thore se log bichre hain
Huwa to kuch bhi nahi bas
Thori c neendein urr gayi hain
Thori c khushiyan chin gai hain
Thora sa chain gnwaya hy
Huwa to kuch bhi nahi bas
Apna aap gnwaya hy
Ankhon ko barasna sikhaya hy
Muhbton ka sila paya hy
Huwa to kuch bhi nahi bas "MOSHIN"
KISI APNE NE RULAYA HAI.
No comments:
Post a Comment