Mafhom e Hadees: Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam Eid uL Azha walay Din Os waqt tak Kuch na khatay thay Jab tak (Eid uL Azha ki) Namaz na parh lete Thay, Imam Tirmizi Re.A Farmatay hain k Ahle ilm k Nazdeeq Eid uL Azha k Din Eid ki Namaz se Pehlay Kuch na Khana Mustahab hay (Tirmizi, Hadees # 527,)
MaLik-e-Nisaab wo Shakhs hy Jis k pas Saarhy 52 ToLy Chaandi ya Utni MaLiyat ki Raqam ya Utni MaLiyat ka Tijart ka MaaL ya Utni MaLiyat ka Zruriyat-e-Zindgi (Jesy Rehny ka Ghar or Kapry Waghera) k ELawa Saamaan ho or us pr ALLAH ya Bandon ka itna Qarza na ho Jisy Ada kr k Zikr krda Nisaab Baaqi na Rahy.*