Showing posts with label Faraz Sms. Show all posts
Showing posts with label Faraz Sms. Show all posts

Monday, December 17, 2012

Faraz

rotay ho ik jazeerah e jaan ko Faraz tum...
dekho tou kitnay sheher samandar kay ho gaye -
Ahmad Faraz

Thursday, November 3, 2011

Faraz

"Shikwa-a-Ashk" nh,
"Jurrat-a-Guftaar" nh,
Mere"haathon" mai koi "jabar" ki"Talwaar"nh.
"Ibn-a-Aadam" hoo,
"insaan"se "Mohabbat"ki ha,
"Aag" ka,
"chaand" ka,
"patthar" ka,
"parastaar" nh.
Ay "KHUDA" mujhko
"IBADAT" K "IWAZZ" meri "MOHABAT"de dy,
Main"TERI" kisi "jannat" ka "kharidaar"nh.
Jisne "insan" se "mohabbat" hi na ki ho
"faraz"
"dar haqeeqat" wo "KHUDA" ka bhi "TalAb gaar" nh..

Monday, October 10, 2011

Faraz

Faraz ne larki ko patatay hui arz kiya
Teri zaat pe kuch haqq to banta hai mera...
Larki ne muskura k kaha...
faraz bhai
"GHANNTA MERA"

Saturday, October 8, 2011

Fraz

Wah Faraz Wah!
Aankhon main nami thi.
Aur vitamins ki kammi thi.
Jiss se sari raat baat ki,
Woh girl friend ki ammi thi
\('-')
/"/\ O ShìT
_/"\

Thursday, September 29, 2011

Faraz

Faraz ka naya shair
Me faraz tha
me faraz hon
wah wah
Me faraz tha
me faraz hon
Dafa ho jao
me sab se naraz hon..

Friday, August 26, 2011

Faraz

Wo To Tanha Chor Gaya Jatay Jatay A Fraz...
Aysay Bhi Marasim Na Thay Jatay Jatay...!
A tribute to 3rd death aniversry of Syed Ahmed Fraz

Wednesday, August 24, 2011

Faraz

Faraz apni parosan ki Chat per gia or
larki ko dekh kar kaha
Mere aane se hi aya ye hawa ka jhonka,
larki dheere se muskurai or kaha
.
Faraz bhai (PONKA)

Thursday, July 21, 2011

Fraz

Choro ishq mein kya rakha hai Faraz... . .
.
.
.
kadi Ammi naraz, te kadi Abba naraz.
.
Bojha lo apne seeny se ishq ki pyas,
Q k
FRAZ de rha hy,
Imli ka shrbat
5rupy glass
5rupy glass
('',)/
/))
LL GEO FRAZ zabardast tera sharbat da glass.

Monday, July 11, 2011

Fraz

"Kyun Rote Ho is Bewafa Dunia Mein",,
"~ FARAZ~"
"Ansoun Se Taqdeer Badalti To Aaj Mera Bhi koi apna Hota".:

Friday, June 17, 2011

Fraz

Ab FaRaZz Arabic Or EngLish Me Shair Arz KarTe Hain
"Haaza Ya Faraaza
AaLu MaTar PiyaZza
Ya RaFeeKa Ya aTeeKa
Koi sMs Nahi kiTa,
WhaT Is This TareeKa" . .

Sunday, June 12, 2011

Fraz

""Ahmad Faraz""
Kuch hain duriaan kuch hain faaslay,,
Kia yehi hay mohabbat k zaabtay ?
Kuch dil hay thora udaas udaas,
Kuch veraan veraan say hain raastay,,
Kuch hum ko be apni khabar nhe,
Kuch tum say be nhe hain raabtay,,
Agr humain Maangnay ka huq hota tou,
Hum tum say tum he ko Maangtay . ..

Thursday, June 2, 2011

Fraz

Faraz aik baat to suno naraz ho kya.
.
.
.
Faraz aik baat to suno naraz ho kya.
.
.
.
.
?
Tum itni ghor se kya sun rhe ho
tum faraz ho kya?

Wednesday, June 1, 2011

Fraz

Kuch Zakham sadiyon bad bhi taaza rehte hain ( Faraz )
Waqt k pass bhi har Marz ki Dawa nhi hoti..

Saturday, May 28, 2011

Faraz

Ye Sooch Lia Hai Ke' Ab tjh ko Aawaaz Nahi Deni
. . . Faraz . . .
Ab Ke Main Bhi To Dekhon' too Mera Talabgar Kitna Hai..

Wednesday, May 25, 2011

Faraz

Dosti ka dava karney waley hum ne dekhey hen
Faraz
Jinhen hum aziz to hyn magar apni Masrofiyat k bad.*

Faraz

JiS ki "QISMAT" Mein likha ho rona!
Faraz
Agar wo hanS bhi dein tou "AANSO" nikal aate hain...!!

Monday, May 23, 2011

Faraz

Hm to yun hi tez awaz mein sheela sheela kh rhe thy?
~faraz~
Ammi ne chappal se hme neela peela kr dia
(",)
/((\0oooye Maa
_/ \_meri wakhi gai

Faraz

Us k Qadam jhan Jahan paray hum ne wo jaga he choom li.
FaRaz!!!
Or wo BeWafa meri ammi ko keh gai Aunti apka beta mitti khata hy..

Sunday, May 22, 2011

Faraz

Us ki bewafai per b fida hoti hai jaan apni "FARAZ"
Khuda jany agar us main wafa hoti to kia hota..

Faraz

"Bewafai"


Main sara din us ko pepsi or 7up pilata raha

FARAZ...

Sham hui to kehti hai...


Dew na piya to phir kia jiya!