Showing posts with label Ramzan Sms. Show all posts
Showing posts with label Ramzan Sms. Show all posts

Thursday, May 23, 2013

Ramzan

Express Breaking News:
Pakistani
Mahireen Or
Ulma Ye Sabit kr Chuky Hain K,
10 JULY 2013 Ko
Rat Ko 3 Ya 3:30 Baje K Ird Gird
1 Awaz Gonjey Gi Jis Py Tamam Log Neend Se zabar dasti Bedaar Ho Jaen Ge es Awaz ka Gair Muslim Py Koi Asar Nahi Hoga
Awaz Kuch Is Trah Ki Hogi
.?
.
ROZY DAROO ALLAH NABI K Piyaro Sehri Ka Waqt Ho Chuka hai
Ghor Se Parhny Ka Shuriya:)-)
Advance Ramzan Mubarak.

Tuesday, August 21, 2012

Ramzan

HADEES:
*Jis ny Ramzan k Rozy Rakhy phr in k bad 6 Din ShawaL men rkhy to Aisa hy Jesy Hmesha ka Roza rkha.*
(MusLim,
Kitab-u'Sayam,
H#1162)

Ramzan

Hum rahein na rahein agley baras magar tu phr ayega ga 'RAMZAN'..!
Darr haqeeqat tu nahi, Insaan hai mehmaan.....
Alwida mah.E.Ramzan.

Ramzan

Sab Ko Udaas Kar K
RAMZAN Ja Raha Hai,
Sab Per Luta K Apna
FAIZAN Ja Raha Hai,
Aaya Tha Ghar Hamare
Kismat Hamari Ban Ke,
Bheja Tha Jo ALLAH Ne
Woh MEHMAAN Ja Raha Hai.
Alvida Alvida
MAH-E-RAMZAN
Alvida.... =

Ramzan

Koi to roko,isko ay logo,
Rula k hamko ramzan ja raha he,
Aamad ki khushian bhi khatm ni hui,
Or itni jaldi ye mehman jaraha he,
Ye soch kr kanp jati hu me,
K meri maghfirat ka saman ja raha he,
Thi lakho'n umeedei'n,
Thy lakho armaan,
Har ik umeed, har armaan ja raha he,
Kia isi tarha abad rahegi masajid,
Masjido'n ka noor or faizan ja raha he,
Dekhte hi dekhte guzar gya Ye Maah e Mubarak,
.
K jese ho koi khawab, ya guman ja raha he.

Ramzan

Aaya tha jo rehmato0 ka peyam le kar
Ja raha hai wo
sabr-o-istaqlal de kar
In rehmato0 ki sa'Ato0 mai kia hum nai raAzi khuda ko
janay khuda hum na janay
Bus yehi hai dua hum karay wo amal jo ho Rab ki raza
Gar hoe koe mujh say sarzad jo khata
Muaf karna mujhay ay ibn-e-Adam Muaf karna ya khuda
Alwida hai Alwida Mahe Ramzan hai bas Alwida

Ramzan

HADEES
*Banda ka Roza Zmeen-o-Aasman k Drmiyan Mu'alaq Rehta hy Jab'tak Sadqa-e-Fitar Ada na kry.*
(Taareekh-e-Baghdaad,
J#9, P#122, H#4735)

Ramzan

Ab Waqt-E-Judaai hy Mjhe Alvida keh do
Ab jane ka waqt hy Mjhe Alvida keh do
Me Bakhshish ka Zariya tha Tmhare liye
Dil Ro rha hy mgr ab Alvida keh do
Tumhen Afsos to hoga Mere jane pr
Aaun ga Lout k phr ab Alvida keh do
Tumhare liye Rehmat ki waja Tmhari Bakhshish ka sabab
Karlo Khuda ko Raazi to Mjhe Alvida keh do..

Sunday, August 19, 2012

Ramzan

Ja Rahi Hain Wo
Ronaqay.
Ja Rahi Hain Wo
Barkatan.
Ja Rahi Hain Wo
Khushian.
Aaya Tha Ban Ke Mehman.
"Alvida Alvida
Mah-e-Ramzan.

Ramzan

'' RIZQ MAIN BARKAT K
LYE'
' 7' dany chawal ly kr hr dany pr alag alag 'awal o akhir 'DAROOD -E-IBRAHIMI' 11 bar aur darmyan main " YA RAZAQO" 70 bar prhain..
Aur wo chawal k dany almari ya purse mai sambhal k rkhain. Almari ya pras mai sara saal paisy ki kami nhi ho gi.
INSHA ALLAH RAMAZAN ki ''27 v'' raat ko prh ly...

Ramzan

Aey Ishq Tere Zulam Ka Charcha A'mm Hai ..
Kuch to Haaya Kar Ley Maah-e-Ramzan Hai ..

Tuesday, August 14, 2012

Ramzan

HADEES PAK
*RAMZAN k Roza'dar k Liye Darya ki MachhLiyan Iftar tak Dua-e-Maghfirt krti Rehti hen.*
(AL'Targheeb-Wa'Tarheeb,
J#2, P#55, H#6)

Ramzan

*ROZA men Daant Ukharwaya or Khoon NikaL ker HaLaq say Neechy Utra, to Roza Toot gya or Iski Qaza Waajib hay.*
(Bahar-e-Shareeat,
J#1, P#986)

Sunday, August 12, 2012

Ramzan

Hazrat Abu Saeed Aur Jabir Bin Abdullah R.A Dono Ne Kaha Hum Ne Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Sath Safar Kia Aur Roza Rakhne Wala Roza Rakhta Tha Or Ifaar Krne Wala Iftaar (Krta Tha) Or Koi Kisi Ko Bura Ni Kehta Tha."
(SAHIH MUSLIM)
KITAB UL SIYAM
BAAB: RAMZAN ME MUSAFIR KO IFTAR KI RUKHSAT
HADIS # 2609

Saturday, August 11, 2012

Ramzan

HADEES PAK
*Jis per Agly Ramzan ki Qaza Baaqi hy or wo na Rakhy us k is Ramzan k Rozay Qabul na hun gay.*
(Musnad Ahmad,
J#3, P#266, H#7629)

Ramzan

HADEES E PAK :
*RAMZAN ka Pehla Ashra REHMAT, Dusra MAGHFIRAT or Teesra Jahanum say NIJAAT ka hy.*
(Sahi Ibn-e-Khazeema,
J#3, P#191, H#1887)

Ramzan

*Faizan-e-Sahri*
HADEES-E-PAK :
*Hamary or AhL-e-Kitab k Rozon men Farq Sahri ka Luqma hay.*
(Sahi Muslim,
Kitab-UL-Sayaam,
P#552, H#1096)

Ramzan

*Faizan-e-Sahri*
HADEES-E-PAK :
*Hamary or AhL-e-Kitab k Rozon men Farq Sahri ka Luqma hay.*
(Sahi Muslim,
Kitab-UL-Sayaam,
P#552, H#1096)

Ramzan

*Faizan-e-Sahri*
HADEES-E-PAK :
*Hamary or AhL-e-Kitab k Rozon men Farq Sahri ka Luqma hay.*
(Sahi Muslim,
Kitab-UL-Sayaam,
P#552, H#1096)

Ramzan

16 Ramzan Fatah e MAKKA Ka Din Hai or Kitni Khamoshi Se Guzar jata hai
Jis k Baare Mein Muslim or Non Muslim Kehte Hain:
Ye Ek Azeem Kamyabi Hai Jo
Mohammad (S.A.W.W) Ne Bohat Takleef k Baad Hasil Ki Thi.
Yahi Agar Valentine Day Hota To Hum Puri Dunya Ko Mubarak Baad Dete Nahi Thakte
Sochna Zaroor or Apny Aap Se Poochna
Meri Taraf Se Aap ko or Tamam Muslims Ko advance
Fatah e MAKKA Mubarak Ho.Send it to all in advance so that till Fathe date all must be aware of it.