Karon kyun na Hamd-0-Sana us "KHUDA" ki ,
K jis ne mujhy
har khushi ata ki .
Kia Darguzar meri har khata ko ,
Yun mujh par "MEHRBANI" ki inteha ki .
Men karta rahon ga tera Shukar MOLA ,
Meri zindgi nay jab tak "WAFA" ki .
Mujhy hai bari Aas Bakhshish ki us se ,
Reham karna Sifat hai mere "ALLAH" ki
==> Gud Morning <==
No comments:
Post a Comment