Friday, January 14, 2011

Poetry

Wafa ka poda shajar hua to muhabton ka pata cha£ay ga
Naseeb us ka samar hua to muhabton ka pata cha£ay ga
Abh¡ to ph¡rty ho dosto0 ma¡
azeez ko¡ juda nah¡ hy
Ko¡ ¡dhar sy udhar hua to muhabton ka pata ch£ay ga
Ye k¡a b¡charna k shaam hoty h¡ apne p¡yaron ma¡ £ot jana
Kabh¡ jo £amba safar hua to muhabton ka pata ch£ay ga
Mohabton ma¡ tu pthron ko b mom hote suna ha¡ £ak¡n
Tumhare d¡£ p jo assr hua tu mohabton ka pta ch£ay ga
Wo j¡s k¡ khat¡r zamane bhr ko bna rhe ho tum apna dushman
Woh¡ na apna agr hua to muhabton ka pta ch£ay ga.

No comments:

Post a Comment