Sunday, January 30, 2011

Sad Poetry

'Kaha tha pyaar kaarta hun har aik cheez layun ga.
Tumhari soch se pehlay tumhain apna pyaar bataun ga
Kaha tha buhat pyaar karta hoon had se zada
Ik din chala gaya na to wapis ni ayun ga
Kiya thay waaday soochay thay apnay sapnay
Kaha tha zindagi kay har Mor pay teray nazz uhtaun ga
Teri is berukhi nay mar dala mujhay OO jaana
Meri qabar se lipat kar ab kiyun utha rae hai mujhay
Koi Samjhaye isi mar gaya hun ab laut kay nahe ayun ga'

No comments:

Post a Comment