Mein na pucha
Zindagi se
Jawani se
Suraj se
Phoolon se
Kainaat se
Asmaan se
Zameen se
Laila se or us k majnoo se
dost se,hamsafar sy,sathi sy. lekin Koi bhe tasalli bakhsh jwab na mila
Aakhir Tareekh hath pakr kar muje piche le gayi
Bhttt peche
Taqreban 1400 saal qabl mazi ke gehrayon ma
Rat tareek thi 1 Azeem HASTI
Sajday me jhuki
Behtay aansuon, geeli aankhon k sath
Darbare -e-ILAHI ma swaali ban ka
1 he lafz dohra rahi thi
"UMMATI"
"UMMATI"
YAALLAH MAIRI UMMAT
meri UMMAT
meri UMMAT
Tarekh na mujhe jhanjhor kar kaha
Aey nadaan! ye hay
"MUHABBAT"
No comments:
Post a Comment