Sunday, February 27, 2011

Sad Poetry

"Gazal"
Main wohi hon jisay tum dost kaha karty thay...
Din main so bar mera naam liya karty thay...
Aaj kia baat hai kyun muj say khafa bathay ho,
keya kisi aur ko dost bana bathay ho,
Faslay itny tu phaly na howa karty thay,
main wohi hoon jisay tum dost kaha karty thy...
Tum agar bhool gaye ho tu koi baat nahi,
Zakham tu phaly bhi is dil par laga karty thay...
Main wohi hon jisay tum dost kaha karty thy.

No comments:

Post a Comment