Monday, February 28, 2011

Sad Poetry

Ek roz juda ho jaon ga
Na jane kahan kho jaon ga
Tum lakh pukaro gay muj ko
Par lot k main na aon ga
Thak har k din k kamo say
Jab rat ko sony jao gay
Dekho gy jab phone ko
Pegham mara na pao gy
Tab yaad tumhain main aon ga
Par lot k main na aon ga
Ek roz ye rishta chootay ga
Dil itna zayada toty ga
Phir koi na ham say rothay ga
Phir main na ankhin kholon ga
Or tum se kabhi na bolon ga
Akhir us din tum ro do gy
Ek din tm hm ko kho do gay

No comments:

Post a Comment