Le K Her 1 Gul Ki Boo,
Kar Rahay Thay Ye Guftgoo,
"BALAGHAL ULA
BI KAMALI HI"
Thi Roshni Se Bhari Fiza,
Jahan Tak Bhi Uthti Thi Nigah,
Aati Thi Har Su Ye Sada,
"KASHAFAD-DUJA B JAMALI HI"
Bulbul ß Apne Shoq Main,
Daalay Huay Gul Touq Main,
Kehti Thi Apne Zoq Main,
"HASUNAT JAMI-U-KHISALI HI"
Chiryon K Sun K Cheh-Chahe
Insan Bhala Q Chup Rahay
Lazim Hai Is Pe Yun Kahay
"SALLU ALAI-HI WA AALI HI"
No comments:
Post a Comment