Friday, April 22, 2011

Golden Wordz

~Sunehri Aqwaal~
Jo shakhs Allah se darta hai woh kabhi badla nahi layta.
Hasad karnay waala maut se pehle mar jaata hai.
Kisi per aitamaad na karo, jab tak usay ghussay may na dekh lo.
Maut ko yaad rakhna nafs ki tamaam bemarioan ki shifa hai.
Khushi insaan ko itna nahi sikhati jitna k gham.
Sachai ek aisi dawa hai jis ki lazzat karvi, magar taseer meethi hai.
Azan k waqt khamosh rha kro ta k mout k waqt Kalma naseeb ho.

No comments:

Post a Comment