Main yaad karna bhi jaanta hoon, main yaad aana bhi jaanta hoon,
Nazar nazar mein hai kamrani, qadam qadam pe hai kamyabi,
Magar koi muskura k daikhey, to haar jaana bhi jaanta hoon,
Mujhey samander k paniyon mien kisi ki khaatir hi doobna hai,
Agarchay Lehr0n k darmiyan se Main paar jaana bhi jaanta hoon.
No comments:
Post a Comment