Sunday, April 24, 2011

Sad Poetry

Wafa dushwar nhe, itni nibah laitay hain nibahnay walay_,,
lot aatay hain mairi jan aksar "janay walay"_,,
phir sham doob jati hai saya-ay dard main or. . . .
dil khol ker rotay hain dard ka bojh uthanay walay_,,
wo khamosh dikhtay hain jo dard seh nhe saktay_,,
aksar dard chupatay hain, muskranay walay_,,
janay ye zindgi kis shaayar ki ghazal hai_,,
ulajhtay ulajhtay ulajh jatay hain is ko suljhanay walay.

No comments:

Post a Comment