Saturday, May 28, 2011

Hadees

1 Shakhs Aap (S.A.W.W) ky pas aya or arz kiya.
Main Aalim banna chahta hon
Frmaya
Taqwa ikhtiyar kro aalam bn jao gy.
Arz kia
Izzat wala banna chahta hn.
Frmaya
logo ki izzat kro.
Arz kia
Acha admi banna chahta hun.
Frmaya
Logo ko nafa pohanchao.
Arz kia
Taqatwar banna chahta hn
Frmaya
ALLAH pr tawakal kro.
Arz kiya
Allah ka khaas banna chahta hn
Frmaya
Alah ka zikr kasrat se kro.
Arz kia
Rizq ki kushadgi chahta hun
Frmaya
hamesha
ba wuzu rho.
Arz kiya
Dua'on ki Qaboliat chahta hn
Frmaya
Haram mat khao.
Arz kiya.
Gunahon me kami chahta hon
Frmaya
Astagfar kro...

No comments:

Post a Comment