Friday, May 20, 2011

Islami

"Molana Roomi"Aik dokan pr kharay thay aik aurat suda lainay aai Dokandar ne suda dekar us se paisay talab na keye. Jab wo aurat chaligie to"Romi"ne wajh poochi?
Jawab mila mujhay us say mohabbat hy aur mohabat ma kia hisab kitab
"Molana Roomi"ye sunkr behosh hogye jab hosh aya to frmaya
"Aik teri mohabat hy jis myn hisab kitab nhi aur aik ma hun k ALLAH k ishQ ma Uski tasbeeh b Gin Gin k krta hun"...*?

No comments:

Post a Comment