Saturday, May 28, 2011

Sad Poetry

Mujh ko aisi Aas pe Jeeney ka saLiqa Nahin Aata
koi mera hai to phir mujh main simat kyun Nahin Jata
DiL-e-Nadan ki TassaLi ko to hain Afsane bohat
Phir bhi Yeh DiL chupke se Sambhal kyun Nahin Jata
Hazaro Logon Ne Jhanka hai meray diL k Jahan main
Janay us kay Siwa yeh Nagar bas Kyun Nahin Pata
Subh-o-Sham Aankhon main basa Rakhi hai Soorat us ki
Par Main us kay DiL main bAs Jaoon mujh ko yeh HuNNar kyun Nahin aata...?

No comments:

Post a Comment