Saturday, May 28, 2011

Sad Sms

Zindagi ka hr raaz tnhai main pa liya
jis ka b ghum mila apna bana liya
ghum Apna sunane ko jb koi na mila
to rakha aaina samne or khud ko hi suna liya!

No comments:

Post a Comment