Wednesday, June 15, 2011

Sad Poetry

Chahat ki mehfil me bulaya hai kisi ne,
Khud bula ker phr sataya ha kisi ne,
Jb tk jali ha shama jalta raha prwana,
Kiya is trha saath nibhaya ha kisi ne
Armaan mere raiza raiza hogaye ha,
Yun kil k aangan say giraya ha kisi ne,
Aag lagi ha dasht me koi kiya bhujaye ga,
Dil is tara say aaj jalaya ha kisi ne,
Dil rota ha raat bhar yaad kr k kisi ko,
Is trha ulfat me zakham khaya ha kisi ne,
Sangdil jo tha aaj woh b ro parha
Us ko bhi tarpaya hai kisi ne,

No comments:

Post a Comment