Sunday, June 12, 2011

Sad Sms

Main ajeeb zamanay'ki wafa dekhta raha
Umar bhar apna ghar tanha dekhta raha,
Kahin na kahin to bddl hi jatay hen 'silsiley
Magar main jahan gaya sehra dekhta raha,
Pani maangtey maangtey mere hont pathar' ho gaye . . .
Or Wo shakhs mashkeeza liye kharra dekhta raha,
Bay-gunah tha phir b' sar jhukaye huay main,
Sitam gar ky sitam ki inteha' dekhta raha..!

No comments:

Post a Comment