Thursday, July 21, 2011

Hadees( S.A.W )

Hadis pak ka mahfom ha:
"Jub tum khany penay k bad khuda ka shukar ada karo or 1 martaba surah ikhlas parh lo to tumhare ghar main rizq ki kushadgi hogi or ghar main kabhi faqa na hoga
or jub tak wo khana tumhare pait main moujood rahay ga is khanay ka aik aik dana khuda ka zikar karta rahy ga jis ki barkat sy tumhara chehra munawar rahy ga"
wo shakhs abad rahy jo hadis sun kar dosro tak pohnchaye.

No comments:

Post a Comment