Wednesday, July 20, 2011

Islami

25 parh surh Dukhan..
Aayat no 3 & 4th.
tarjma.
"Yqeenan hm ne quran ko babarkat raat mai utara hai, beshak hm drany waly hain.
isi raat mai har aik kaam ka faisla kiya jata hai"
Laila e mubarka wo raat hai jiss raat mai quran nazil hua.
aur surah baqrah aur surh qadar mai Allah ta'aalA ne irshad farmaya hai k jiss raat quran nazil hua wo lailatul qadar ki raat hai.
jo ramazan k aakhri ashry mai aati hai.
aur hamary aksar log isi surh dukhan ki aayat ko le k logon ko gumrah karty hain shab e baraat k bary mai.
agar sirf in aayat ka sahi tarjma parh liya jaye tou sari haqeeqat hm pe zahir ho jaye.

No comments:

Post a Comment