Friday, July 22, 2011

Sad Poetry

Kyun udhas phirte ho, Sardiyoon ki samhoon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein,,
Sara din akele mein
Raat bhar khayalon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein,
Chup se ho gaiye ho tum, baat kyun nahi karte,
Choti choti baaton pe, Jite-e-jii nahi marte,
Haath kalay karte ho, Naam likh kar haathon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein,
Sara din akele mein
Raat bhar khayalon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein,
Nazam jo sunani thi
Nazam woh suna di hai, baat samjhani thi, Baat samjha di hai,
Waqt ho gaya apna
Phir milein gay khuwaboon mein,
Kyun udhas phirte ho, Sardiyoon ki samhoon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein,
Sara din akele mein
Raat bhar khayalon mein,
Iss tarhan to hota hai, iss tarhan k kamoon mein.

No comments:

Post a Comment