Tumhain jab yad karti hon bhulana bhul jati hon.
Bohot c aisi batain hain jo mere dil men rehti hain.
Magar jab tum se milti hon sunana bhul jati hon.
Tumhare bad ab her pal bari mushkil se katta hai.
Main aksar tum ko khawabon men batana bhol jati hon.
Main her sham kehti hon k tum ko bhol jaon gi.
Magar jab subha hoti hai bholana bhol jati hon
No comments:
Post a Comment