"BARHA CHARHA" ke karna taa' ke sasural walon pe tera ROUB rahe...
Sardar sasural pohnchta hai tu saas pochti hai
rikshe me aae ho?
Sardar:nahe! Helicopter mein...
sasur:chae lo gay ya thnda?
Sardar:broast aur chinese Rice...
Achanak sardar ko cheenk aai...
Saas: beta tmhe ZUKAAM hai??
Sardar: nahi! CANCER hai.....
No comments:
Post a Comment