Wednesday, July 27, 2011

Yaad Sms

Use ye baat samjhao
Tumhen koi yaad karta hai
Kabhi to milne aa jao
Tumhen koi yaad karta hai
Hamare sheher se jab tum gae the ham ne na roka
Hamare dil se mat jao
Tumhen koi yaad karta hai
Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin
Kabhi khud bhi chale ao
Tumhen koi yaad karta hai
Wafa do ge wafa dun ga jafa do ge jafa do'un ga
Wo baaten phir se dohrao
Tumhen koi yaad karta hai

No comments:

Post a Comment