Wednesday, August 3, 2011

Islami

/"TARAWEEH K MADNI PHOOL"\
Tarawih ki Jamat Sunnt e Moakida AlaL Kifaya he.
Agr Masjid k Sb Logon Ne Chore Di to Sb Ne Bura Kya Or Agr Kuch Ne Ba-Jamt Prh Li To Tanha Prhne Wala Jamt ki Fazilat Se Mehrom Rha.
(Hidaya J,1 S,70)
Esha K Farz O Witr K Bad Bhi Taraweh Prhi Ja Skti he.
(Dure Mukhtar J,2 S,494)

No comments:

Post a Comment