sare insan khatakar hen un me behter wo hen jo tauba kar lete hen
{Ibne maja H#4251}
Hadees=
jis ne tauba ko lazim pakar lya Allah us ki tamam mushkilat me aasani har gham se aazadi or be hisab rizq ata karta hy
{Abudaud H#1518}
quran=
Beshak ALLAH bht tauba karne waloo ko pasand karta hy
{ Albaqarah.222}
No comments:
Post a Comment