Namaz-e-Eid sy pehly dia jany wala sadqa , sadqa fitar kehlata hn aur ye wajib-ul-ada hn.
Hazrat Ibn Umar (Razi ALLAH Anhu) Frmate Hen K "Sadqa-e-Fitar Ada Krne Me 3 Fazilaten Hen,
(1) Roze Ka Qabool Hona
(2) Sakrat Moot Me Aasani Or
(3) Aazab-e-Qabar Se Nijat"
(Book Of Zakat,Bab Sadqat-ul-Fitar J#2, P#114)
No comments:
Post a Comment