Rasool Allah (Salalah O Alaihi Wasalam) ne irshaad Farmaya:
"Jo shakhs din mein 3 martba jannat ka sawal krta hy,
Jannat khud (Allah se) dua' krti hy k, Ay Allah isko mujh mein dakhil farma!
Aur jo shakhs din mein 3 baar jahannam se panah mangta hy,
To jahannam khud(Allah se) dua' krti hy k, Ay Allah isko mujh se panah atta farmaa!"
[Tirmizi Sharif jld#2 Pg#8]
No comments:
Post a Comment