Friday, October 21, 2011

Pathan

Pathan's Love Letter:
.
"Mera Pyara Shabnam Baji,
Salam!
.
Baji aaj ham tumko apna dil ka baat batana chata hai
.
Khuda ka qasam hamne tumko jab se dekha hamara nend ur gaya
.
Ham bhot shareef Larka hai Baji
.
Ham Sab larki ko Ben
ka nazar se dekta hai
.
Hamse shadi karlo Baji
.
Ham tumara sath Bhai ka tara Pyar karega
.
Agr tum hamko na mila to tumara ye Bhai tarap k mar jaaega
.
Qasam se..............
.
Tumara Bhai
Angoor Khan...

No comments:

Post a Comment