Friday, October 28, 2011

Politician

Sabhi pakistanio se yeh binti hai k "URDU" bhaasha bolte samay, hindi shabdon Ka Priyog Na Karein, Aur shudh urdu k priyog ko jeevan ka ang bana lain.
Apni budhi main is baat ko samohit kar lain k apni dharti aur apni baasha k bina humari,
Samasiyaon ka koi samadhan nahe.
Mujhe aasha hai k aap is k bare main turant veechaar karein ge.
Dhanewaad.
=Urdu Rakshak Shiree Asif zardari Malhotra

No comments:

Post a Comment