Barsa hai meri ankh se sawan to kia hua!
Yun bhi to sari dunia sy kt kr jiya hun main,
Tu b hua hai ab mera dushman to kia hua!
Seeny me dard ankh mein ansu sjaye to hain,
Khali hai tery piyar se daman to kia hua!
Mujh ko yaqeen hai k mohabbat bhi aay gi,
Nafrat mein kt geya mera bachpan to kya hua!
Mujh ko b piyar ounchi urraano se hai
"WAFA"
Muqadar mein nhi Koi Munzil to kia hua...!
No comments:
Post a Comment