Monday, November 7, 2011

Sad Poetry

Jab usay yad karun
kitna badal jaon main
Dekhty dekhty ik khwab mei dhal jaon main
Dil to karta hai kabi hath churra kar sab se
Teri aankhon main kahin door nikal jaon main
Uski ulfat hai,
k nafrat se wo dekhy mujhko
Wo kabi pyar se dekhy to pighal jaon main
Faisla ho nahi paya hai ye barson se,
Aaj jaon
k tere shehar se kal jaon main,
Sadgi raas nahi ai mohabat main Mujhe
Ab munasib hai koi chaal hi chal jaon main

No comments:

Post a Comment