barri dair tk'
Na bikhr saka
na simatt saka
yunhi raat bhr
barri dair tak'
Tha buhat azab or akely ham
shab-e-gham b meri
taweel tar'
rehi zindgi b sraab
or rehi aankh tar
bari dair tak'
Yahan hr taraf hai
ajab samaan
sabhi khud psand
sbhi kud numa'
Dil-e-beqrar ko
na mil ska
koi chara gar
barri dair tk'
Mujy zindagi hai
aziz tr
isi wasty
mery hm-safar'
Mujy
qtra qtra pila zehr
jo kary asr
bari dair tak....!
No comments:
Post a Comment