jise dushman mein bhi imaan nazar ata hai
sahil uss shakhs ko bhi takleef to hoti hogi
shakhs jo tujhko yun bejaan nazar ata hai
bewajah usspe tohmate na lagao a jaan
jise tujhme hi sara jahan nazar ata hai
waqt ki gard hai kuchh is tarah jami uspe
uska sach sabko siyah-sar nazar ata hai
aajkal ret pe likhta hai naam tera jaan
jisko tujhme koi bekaar nazar ata hai
No comments:
Post a Comment