Wednesday, November 16, 2011

Sad Poetry

Rah-ru furaat ka, na musafir hun neel ka,
Main phool hun khud apni lahu-rang jheel ka!
Aye sham_e_be-sahar tu mera ehtram kr,
Main aakhri charagh hun teri faseel ka!
Tu ne kaha na tha k mera aaina hy tu,
Main muntazir raha tery aks_e_ jameel ka!
Shyed khuda k ghar ki trah dil b bach saky,
Wird_e_zuban hy waqya As-haab_e_feel ka!
MoHsIn ba-roz_e _hashar nhi khof_e_tishnagi,
SaQi hy bu-turaab agr silsabeel ka...!

No comments:

Post a Comment