Thursday, November 17, 2011

Sad Poetry

!!..Jo Tere Saath Aaya Karti Thi..!!
SaMandar Ki Lehrain,
AKsar MujsE POchti HaiN
KaHaN GaYi Teri PreMi
Jo TeRe sAAth AaYa KarTii Thi..!!
Jo KiNaray Pay Beth Kar
TUjsE BaaTaiN KiYa KarTii Thi
Jo Nangay PaHoN teRe SaatH cHaLa KarTi Thi
Jo GeeLi Reath Par TerA Naam LiKha KarTi Thi
Jo TeRe LiYe JiYa KarTi Thi
Jo TeRe Judai MeiN rOya KarTi Thi
Jo Badalon Ki Garaj SUn Kar
TUjse Lipat JaYa KarTi Thi
Jo Har Qadam Pay Saath Chalne Ki Kasmain Khaya Karti Thi
sAmandar Ki Lehrain
Aksar Mujse PocHti HaiN
KAhan Gayi Woh Teri PRemi
TUmain Jis Se Muhabbat Thi
JisAy TUm Se Muhabbat Thi
Jo Tere Saath Aya Karti Thi..

No comments:

Post a Comment