Wednesday, December 21, 2011

Lov Poetry

Ajab taqazy hain chahton k..
Bari kathan ye musaftain hain,
Me jis ki raahon mein bich gya hun,
Usi ko mujh se shikayatain hain..
Shikayatain sb baja hain lekin,
Ma kesy us ko yaqeen dilaun..
Usy bhulaoon to mar na jaoon..
Ma is khamshi k im'tahan main,
Kahan kahan se guzr gya hun..
Usy khabar b ni hai shayad . . .
Ma
Dheerey
.
Dheerey
Bikhr gya hun .
. . . . . . . .
may sudar gaya
yaqen manu manu may sudar gaya ho
may sudar gaya ho

No comments:

Post a Comment