Aansu baha kr mujhe manaya karta tha.
Ye zindagi sirf tum se wabasta hai.
Aksar ye bat mujhe bataya karta tha.
Uski baton mein kuch aisa asar tha,
Main barish k bina hi bheeg jaya karte the.
Sone ki fursat kis ko thi.
Wo mujhe sari raat jagaya karta tha,
Becheni jab had se bhar jati thi.
Wo jee bhar k gale lagaya karta tha.
Wo itni muhabat karne wala badal gaya
Jo saath nibhane ki qasam khaya krta tha
No comments:
Post a Comment