Monday, January 23, 2012

Cricket

Maan baap ka ehtaram.
aik bacha gali main cricket khail rha tha. os nai shot lagai or os k ghar ke window ka shesha tout gya.
Bachy ke ami nai baher aa kr osay kaha: Baita aaram sai.
is waqiya k baad bachy nai puri zindagi shot nai mari.
aaj duniya osay Misba-ul-haq k naam sai janti hai..

No comments:

Post a Comment