Aye"ALLAH"Har KHUBSURT Din K MALIK
Hum kamzor hain
"TU" Taqat wala hai
"Hum aajiz hain,
"TU" Bay-Niyaz hai,
Ay "ALLAH"
Hum Mangtay hain,
"TU" Daita hai,
"Hum mujrim hain,
"TU" Shehansha hai,
"Tujhe" Teri
Shan-e-Rahemi-O-kareemi ka waasta
Hum par Karam farma,
Q k hum kisi imtihan
Or
Azmaish k qabil nahi hain,
Ay "ALLAH"
"TU" Muaf karne wala hai
Or
Mafi ko pasand karta hai
Humhain bi Muaf farma,
"*AAMEEN*"
No comments:
Post a Comment