Monday, January 16, 2012

Politician

Zardari aya,
daant dikhaya,
bivi ko marwaya,
dusron pay ilzaam lagaya,
Gilaani ko jail se nikalwaya,
wazeer-e-azam banaya,
khushali bhagaya,
mehangai barhaya,
qarze mangaya,
agay na barhaya,
apne bank me jama karaya,
poore mulk ko khaya,
corruption barhaya,
logo se galiyan khaya,
Dil k dard ka bahana banaya,
dubai ja k saare doctors ko dikhaya,
magar kisi k samhaj me nahin aya,
Doctor Rehman Malik ko dikhaya,
us k foran samajh me aya,
phir zardari wapas aya,mazeed kutta pana machaya..
Maine ye sms banaya ksi k samajh nahe aya....
Zubaida apa ka sms aya baba sab ko samajh mey aya.

No comments:

Post a Comment