Friday, January 6, 2012

Sad Poetry

"Wo ana parast sahi uski baton may iqrar b tha.
" Us k chubte hue lehje may chupa pyar b tha.
"wo mujhe lkhta hai k muntazir na raho lekin
"uski tahreer may sadyon ka intezar b tha
" Wo kehta hai k mt rootho k manana nhi ata
"meri narazgi pr lekin wo beqrar b tha.
" Main shyd phr na lkhta usey apni khabr lekin
Mohabat ka bharam rkhna brqrar b tha
" shyd yehi uska andaz-e-mohbt ho
"wo mera hamdam b tha or sitam gaar b tha.

No comments:

Post a Comment