Sunday, January 15, 2012

Sweet

Aaj phir unse milne ko dil chahta hai
Paas baith kar baat karne ko dil chahta hai
Itna haseen tha unka aansu pochne ka andaz
Ke aaj phir ro jane ko jee chahta hai

No comments:

Post a Comment