Sunday, February 26, 2012

Sad Poetry

Ye qaid sikha daiti hay Aadaab-e-mohabat
Pinjray mein parinday bhi shararat nahi kartay
Wo kon hain kis wastay is dar pay paray hain
Deewanay kabhi dasht say hijrat nahi kartay
Mitt jatay hain duniya say wo log bhi
Mohsin
jo log "Allah k Bando" say mohabat nahi kartay.

No comments:

Post a Comment