Itni udaas raat main Bedaar kon tha?
Kis ko ye fikr thi K mohabbat main kya hua?
Hum is pe lar rahe thy
wafadaar kon tha?
100 kashtiyan jala k Chale sahilon se hum
Ab tum ko kya bataain K us paar kon tha?
Ye faisla to WaQt b Shayad na kr sake
Such kon bolta tha
Adakaar kon tha
Arsa guzar gaya hai Yehi sochte hue
Pepsi 65 ki krne wala dukandar kon tha?
itne ghor se parhne ka shukriya.;-)
No comments:
Post a Comment