Saturday, March 24, 2012

Polititcian

Aaj 23 march hay
Piyare watan se mohabt zahir krny k liye
Green color ka haath wala pankhaa khareeden aur us pr chaand tara khud bnaen.
Jhanday ka jhanda aur hawa ki hawa.
Lehraaty jao aur gaatay jao
Main b pareshan hoon
Tu b pareshan hy.
Ye uska Pakistan hy
Jo Sadar-e-Pakistan hy...

No comments:

Post a Comment