Heart Touching
Msg
Aik Devta Ka Naam Sanam Tha
aik Kafir Usko Pukar raha tha
Ya Sanm
Ya Sanm
Achanak Kafir ko Neend ka Jhonka Aaya
Aur Uski Zuban se
Ya Sanam ki Jaga
Ya SAMAD nikal gaya
Arsh se foran Aawaz i
"Labaik Ya Abdi"
(Bol Mere Banday)
Farishton ne kaha:
YA BARI Ta'ala!
Usne Tu Bhol Kr ghalti se TUJE Pukara he
ALLAH Ta'ala ne Frmaya:
Agar MAIN bhi Jawab na deta tu
"Sanam" main
Aur
"SAMAD"
main Kya Farq Reh Jata.
"SUBHANALLAH"
No comments:
Post a Comment